Monday 21 October 2013

Kaisi lagi Bhai.....

1st Aadmi : Bhagwan main doctor hoon aur maine logo ki bahot sewa ki hai mujhe swarg mein aane do.

Bhawan: Nahi tum andar nahi aa sakte.

2nd Aadmi: Bhagwan main Brahmin hoon aur maine sari zindagi aapki pooja ki hai mujhe swarg mein aane do.

Bhagwan : Nahi tum bhi andar nahi aa sakte.

3rd Aadmi: Prabhu main shaadi shuda hoon.

Bhagwaan: Bas kar pagle rulayega kya, chal andar swarg mein aaja.

0 comments:

Post a Comment